LOCATION

155-M, Quaid-e-Azam Industrial Estate, Lahore, Lahore, Punjab, Pakistan

DESCRIPTION


Duniya bhar main taqreeban 90% afraad ko khansi k maslay ka saamna karna parta hai. Yahan tak k kuch logon ko aik saal main 2-3 baar bhe khansi ki shikayat ho jati hai. Khansi aam tor par un viruses ka nateeja hain jo khas tor par mosam main tabdeeliyon k bais paida hoty hain. Khansi ka marz bhe sardiyon k aghaaz main kafi zor pakar leta hai.

Mosamiyati tabdeeli hamary mudafiati nizaam par bhe asar andaaz hoti hai jiski waja sy hamara mudafiati nizam kamzor parta hai or degar mosami bimariyon jesa k khansi, gala kharab, nazla, zukam or bukhar ka sabab banta hai. Yeh virus hamary jism main naak or munh k rasty dakhil hoty hain. Agar nazla or zukam 2 hafton sy zaid jari rahy to phepharon ki bemari ka bais bhe ban sakta hai.

Mention that you found this ad on DealMarkaz.pk when you call.

Published 2 years ago
Views 175
Ad Id 128093